Thursday, February 9, 2012

ღ▬ღ Jashan e Wiladat e Hazrat Imam Mohammad Baqar a.s ღ▬ღ


 السلام على الإمام محمد بن علي الباقر عليه السَّلام

■■ 1st Rajab ■■

■ Birth of the 5th Holy Imam ■

■■■ Hazrat Imam Mohammad Baqar a.s ■■■

ღ▬ღ Jashan e Wiladat e Hazrat Imam Mohammad Baqar a.s ღ▬ღ


♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
Name : Mohammad (a.s.) - the 5th Holy Imam

Title : Baqir-ul-Uloom, Shakir, Hadi

Kuniyat : Abu-Jaffer

Father : Imam Sajjad(a.s.) - the 4th Holy Imam

Mother : Bibi Fatima bint-e-Imam Hasan(a.s.)

Birth : 1st of Rajab 57 AH (675 AD) at Madina

Martyrdom :In Madina at age 57, on 7th Zil-Hijjah 114 AH (732 AD)

Cause of Death/Burial : Poisoned by Ibrahim bin Walid on the orders of Hashsham bin Abdul Malik

No. of children: 5 Sons and 6 Daughters

♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥

██████████████████████████████████████████████
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
♥♥ Baqir ka chehra dekh k kehtay hain Ahl e Dil ♥♥
♥♥ Pehli rajab ko dekh liya chodween ka chand ♥♥
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
██████████████████████████████████████████████

♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥

On this occasion of happiness in the house of Prophet Mohammad (PBUH) and his Ahl-e-Bait (a.s.), I wish to extend felicitations to the Prophet Mohammad (PBUH), Imam Zamana (a.s.), the Ahl-e-Bait (a.s.) and to all momineen and mominaat.


♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
▬*♥*▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬*♥*▬

Farishtay Noor Ki Bahaar Barsa Rahe Hain..
Har Sawaali Ko Roshan Raah Dehka Rahe Hain..
Jo Manngna hai Maang Lo KHUDA Se..
Ajj duniya Me MUHAMMAD BAQIR (a.s)*Ahh Rahe Hain...

♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
▬*♥*▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬*♥*▬

• Hoo Ga'e Roshniiii Aur Aasmaan Chamka •
• MatLa iMAMAT Par Chand 5wan Chamka •

• Kuniyat ABU JAFAR Aur Laqab Hay BAQiR •
• iLm iN ka Ban K Dunya Me Kehkash Camka •
♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
▬*♥*▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬*♥*▬

“Bandagi mein bhi jo sardar nazar aata hai,
Hu ba hu AHMAD e MUKHTAR (S.A.W.W.A) nazar aata hai;
Ilm o hikmat ka samandar hain MUHAMMAD BAQAR (A.S),
Ya Ali (A.S), aap ka kirdar nazar aata hai.”

♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
▬*♥*▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬*♥*▬

■ علی کے بیٹے،علی کے پوتے،علی کے مدحت گـزار باقر ■
■ دُعـــــائے زہرا سے کھلنے والے چمن کی شـانِ بہار باقر ■

■ عــــلومِِ حیدر، عــــلومِ سرور، عــــلوم ســــجاد کا خزانہ ■
■ پیامِ شـــــــــبیر کے مــــــــبلغ عــــــــطائے پروردگار باقر ■

♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥ ♥
▬*♥*▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬*♥*▬

Imam Mohammad Baqar a.s k AQWAAL :

1. Jski zban sachi hoti hai uska amal pak hota hai or jiski niyat achi hoti hai uskay rizq mai izafa hota hai or jo apne ahl-o-ayal k sath acha salook karta ha uski umar lambi hoti hai.

2. Khuda dunya apne dost or dushman dono ko deta hai magar deen sirf dosto ko deta hai.


3. Hamaray Shia ahlay-bait mai dakhil hain, un k dilo'n per hum ahlay-bait ki mohabbat ilqa hoti hai. Ahlay-bait ki Mohabbat ka unhay ilm hota hia.

4. 3 cheezain mard ki buzurgi per daleel karti hain
1. Achay ikhlaaq
2. Ghussay ka peena
aur
3. Aankho ka jhukana

5. Koi shaks gunah se us waqt tak mehfooz nahi rehta jab tak apni zaban qabu mai na rakhay.

▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ ღ♥ღ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
Aap ko yeh pur-waqaar jashan e wiladat bohat bohat mubarak ho..!!
Regards,
Team of 
Irshadaat e Masoomeen And Ishq  e Ali
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ ღ♥ღ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬

●●●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬●●
●(¯`’★•♥اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وآلِ مُحَمَّدٍ وعَجِّلْ فَرَجَهُمْ ♥ •★’´¯) ●●●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬●●

No comments:

Post a Comment